You are viewing [info]danymand's journal

danymand's Journal
 
[Most Recent Entries] [Calendar View] [Friends]

Below are the 6 most recent journal entries recorded in danymand's LiveJournal:

    Thursday, February 16th, 2006
    12:08 am
    HRE PAPER
    hmm kahan say start karoon hmm merya papersz ho rahay hain hre kay ajj akharii tha phelay paper main gaya wahan par koi maza nahi aya har koi apna apna kar rhaha hai kisi say baat nahi hai meri na mera koi frnd circle hai kiu kay main hre wapis repeat kar rahha hon kiu kay last ti me main nay achay grade say pas kia tu tha lekin main nay aik project submite nahi karwaya tah or paper bhi nahi diyay thay inhome jo rec main hotay hain mian bola koi faraq nahi parta hai lekini faraq par gaya :P tu iss bar mera koi dost nahi :( hira hai bass larkon ko soucha tah k ay dost banon ga lekin saray ajeeb hain mujhe say taptay hain tu pelay din main bore howa dusra paper tha tab bhi main bore koi dost nahi koi baat nahi kisi say nahi bass teacher apas thi unn ka y sath tafr eeyan karta tah maza ata tah magar khali teachers kay sath hi tafree karta tha achi cute cute apas ati thi tu tafree karnay main maza ata tah phir 3 paper man intaaaaaa boreeeeee koi baat nahi or meray hair baray baray shave full :) V DAY walay din say pelay mujeh meray bohat dostoon nay boal danish kal kay din tu shave kar bal cata mainnay bola main abhi tu nahi karnay wala hon larkion ko deikhna ho ga isi hi face main bhi deikh lay ghi main nay soucha tha kay yaar last paper hai shave bhi karoon ga or bal bhi cut karon ga lekin ghar par kam ki masrofiyaat ki waja say main ja bhi nahi saka mujeh paper main janay ka mood hi nahi ho rahha tha 3 din bohat bore gay bola ajj kia kar loong abore hi ho jaon ga phir main aram say nahaya main nay gharii bhi miss kar di main bola khud jaon ga late ho gaya tha phir electricity chali ghi 5 min baad ahh ghi main nay jeans nikali black neww wali bola chalo paynlayta hon t shirt nikali na uss ko press ki payn li meray pass gharii hai big dile wali woh payni gaya wahan poucha woh hi boring then aik parako larki hi meri class ki hai mujeh ginan sikhna tha uss kay pass chari khali thi aik side ful boyz or aik side galz main wahan us kay pass chala gaya or parnay laga saab parayshan ho gay lekin main nay bola koi baat nahi kia farak parta hai then aik larki nay pichay mor kar baat ki introdution karwaya or 15 min kay andar hi 6 larkion kay full ti me tafree kar rahaht ha saab paryshan ho gay kisi ko main nahi janata tah do amynabad ki ti do garden ki thi aik evershine ki thi oe aik pat anahi kahan say thi yaar i cant belive main expext nahi kar raha tha kay is hal main koi larki baat karay ghi lekin itniiiiiiiiiii tafreeyan ki maza ahh gaya main akelay circle main saab circle bana kar hass rahay thay ginan par haay thay itna maza aya kia baton 3 din mera bhi ful attitude tha phir meri sarii class ki larkiyan aii deikha main un kay sath tafreeyan kar raaha hon woh saab bhi ahh ghi saab ahh ghi it was huge circle i just love it larkion ko nahi haan :P uss time ko :D full tafreeyan koi larki meri tafree lagay main uss ki lagon tu meray sath sarii larkiyan uss ki baja day yaar maza ahh gaya har larka deikh rahah hai har teacher ahh rhai hia deikh rhai kia ho rahah hai yahan par hass rhaay thay jo test lay rahi thi woh bhi paraychan thi mera rol no saab say pelay tah main nay request kia kay main baad main day doon miss boli acha i was lucky mashalah ku kay kisi ko chance nahi mil rahah tha than hum loog kaffi hassay natain ki me shock than mani nay ginan dia test acha howa phir larkiyan ghi kiu kayt saab ka test ho gaya tha main nay aik larki ki book ki hoi thi or us par marking bhi saab chalay gay tha phir sari meri class thi larkiyan thi hora thi uss nay bhi kaffi supoort ki mujeh parnay main hira meri class main nahi thi par apni frnd ka paper day rahi thi :D than saab cahaly gay tahy main nay apna quran ka paper dia phir 4 5 larkiyan thi meray class ki thi phir hum icecream khanay gay thay than jiss nay mujeh sikhaya tha na ginan uss ko main nay ice cream kiliy 50 rs ka :P patka than unhon nay aik chiken rol dia phir mera frnd adnan aya woh aisay hi bike par aya tah mujeh falda khana tha tu main upar gaya aik jaga tu upar sari class ki gals thi or boysz tha tu main aya tu larkon ki meray already lash wali tapii hoi thi tu coments pass kar rahay thay woh 7 baycharay meri nahi tapa sakay bacharay bolay hai hamaray saht kiu baitha hai larkion say sath baith main utah tu larkion nay boal ahh ja danish tu yahan ahh hamaray pass alag table tah na uss ki or tapp ghi than adnan aya tha nichay tu main nichay chala gaya bohaat tap ghi thi larkon ki maza ahh rahah tha mujeh tu unn ki shakal deikh kar than adnan guilty feel kar arhah tha kay yaar main nahi ata hon yaar tumharii party hai main uss ko lay aya upar us kay meray 2 frnd or thay phir hum upar aya tu than wapiss larkiyan ahh kar hum say batain kar rahi thi or unn ki tapii basically muejh unn ki tapanay kay lia nahi batain kar rahah tah par unn ki tapp rahi thi mujeh comments day rahay thay tu phir main nay larkion kay sath unn ki tapii maza ahh gaya phir saab chalay gay main or adan or 2 dost or tahy khai phir adnan apni tafreyyan bata raha tha kay rastay main zesshan aik larka hai woh bhi tah na tu road par us snay aik larki ko deikha uss kay bhai aya uss ko mara itna mara ass sua dii hahahahahah woh baycharay ki shakal deikhnay ki thi maza ahh rahah tahphir main nichay gaya tu khali mera wait ho rahah tha main baitha bohaaaaaaaaaaaat maza raha 3 din ka fun aik sath yaad rahay ga yah din :)woh larkay baycharay aik alfaz nahi bolay van main baychgaray :( lekin yaar mujeh hayrat ho rhai hia kay yaar shave full hair full par bhi i cant belive than sadaf bol rhai thi kay tu aj ruff and tuuff lag rahha hai main nay bola nahi yaar iss lia main bhi boloon :) chaloo itnay dino ki kassaqr utar dia meray live j ka saab say barii entry :D

    Current Mood: bouncy
    Thursday, January 26th, 2006
    4:59 pm
    BOYz oUt nite... :P
    kal raat ko hum saab min faraz or adnan hass hass kar pagal hi ho gay thay hum pelay adana kay ghar jama howa full vol songs sun rhaay thay khana khaya thora ghar ka or ganay enjoy kar rhay thay maza ahh gaya adana kay pass system hai pura bohat lash hai buffers hain mazay kay hain pura ghar hila dayta hai uss ka system yaar lash maza rahah then hum loog 12 o clock gay lasbella niharii khanay bhookh lag ghi thi hum adnan kay ghar hi stay kar rahay thay tu rat ko hum loogoon ki bhookh lagii humm by walk ja rhaay thay or full tafree ma in aik fly over hai lasbella ka uss kay centre main braker banaya hai kuch construction ka kam hio rahah hai tu iss lia braker banaa hai abb har koi full speed main ahh rahha tha orr kisi ko braker nahi deikh rhaha tha saab gariyaan braker say fky karay or bikes bhi :ditni hassi ahh rhai thi abb kia hum kharay hio gay then koi bhi ghari aya tu hum uss kay agay ahh kar shor machanay lagay ABHAAAAAAAAAAAAAAAAY RUUUUUUUUUUUUUUUUUUK :D WOH SAMJAY GHARII CHORII KARNAY WALAY HAIN :d THEN WOH OR BAGAY TU BRAKER SAY FLY KARAY PURI GHARRI ROAD KI GRIP CHOR DAY PHIR SHOOR KAR RHAY THAY ITNI RTAFREEYAN KI MAZA AHH GAYA THEN WAPSI MAIN BHI YAH HI KAR RHAY THAYTHEN GHAR AYA OR THEN GHAR MAIN APNI T AF REEYON MAIN BHI HASS HASS KAR PAGAL HO GAY TAHY ACCOUNTING PAR RAHAY THAYCARD KHEL RHAY TAHY SAAB NIEEND MAIN THAY AIK DOUSRAY KI KHOOB MAZAK URA RAHAY THAY MOIE BHI DEIKHII MAZA AHH GAYA bluffmaster or phir jaldi soo gay bass subha kay 600 bajay :P mazay ki tafreeyan ki thi i wish kay hamari sari tafreeyan ca meray main record hoti tu hum 5 10 saal baad deikh kar hasstay bohat fun rahah

    Current Mood: hyper
    Friday, January 21st, 2005
    8:43 pm
    yaar ajj bakray katay kasii ban gay :D main hka gaya hoon
    yaar ajj eid hai saab ko bohat bohat eid mubarak hamri eid tu bass kam kar kar kay nikal ghi of man pata ahi last night main or raaz 12 bajay gay thay khanay boti rool :P uummy maza aya tujeh tum loogon ko miss kai phir wapsi main wahan say bakroon ka khana lay by walk gay thay or by walk aya garden jk kay pass hai rool wala mazay say khaya phir wapiss aya 1 30 baj rahay thay bkaroon ko khana dia or phir 2 bajay ghar aya thak kay chor howa tha nahanay gaya main raat ko 3 30 par naha kay bed set kar kay or kapray ready kar kay fresh or free hogaga pc on tha main nay soucha koi on ga main eid wish karoon gamagar koi bhinahi howa mami nay phir companay di m ain thaka howa tha na magar nieend nahi ahh rahi thi main bat kar kay 5 bajay soya oh man 8 bajay uthna tah namaz kay lia 8 25 par utha 5 minthay main aisay hi fast tyar owa namza pari daddy nay aik pagal buday ko bolaya tah kasii tha baycharay ko nahi ata tah cutna yaar main or raaz nay change kia or uss kay sath shuru ho gay bara maza aya bohat tafreeyan kar rahay thay yaar miss kia tum loggon ko phir yaar hum free howay 4 bajay thak kay chor ho gay tha razz kamina baj gaya ghar gosh ko batnay maingaya or bisma or maju maza aya tah main tu soo gaya tha gharri main main thaka howa tha 10 min ank lag ghi thi phir saab kay ghar gay khaya piya enjoy kia eid achi rahi atay waqt traffic min pass gay tahy mujeh jk jana tha main by walk ahh gaya kiu kay bohat buri tharah say pasay howay thay phir main nay duty di 2 hour or abhi main aya hoon abhi dady nay karahi gosh banaya hai *yummy* :P miss u all hmm r yaar faraz bhi ghar par soya hwa hai halakay woh 2 bajay hi so gaya tah eid sahi rahi yaar koi comment tu kai karo last ka bhi kisis nay nahi kai hai ok byeeesssssss take carez all of u bbayeee yam

    Current Mood: lazy
    Monday, January 10th, 2005
    2:29 pm
    hmm paki ki tafreeyan kiran parna zaror achi hai or taz tu bhi !
    haan yaar woh din kia thay mujeh yad hain jab pani say aik dousray ko nilatay thay :D gr8 bayt ana hisab barabar tha yad nahi hai main tujeh nilaya tha tu na mujhe bathroom say dakay mar kay nikala tah phri besma or tunay mill kay mujhe par hamla kia tha :P hisaab equal hai :D:D tiem kam tha na warna m in tujeh or bhi nilata maga ryar tunay bhi kaffi zabardast kheli thi fighting but phir hi tu or bisma thi na tunay meri ankh par bhi zoor say mara tah maga oh man main yaad kar raha tah tour ko yaar uss main kiya kiya nahi kia tha humm loogoong nay mashallah yar main yaad kar raha tha jab gilgit main subha uth kay hmm loog cricket kheltay thay yaar or aik dousray par pani uratay thay to nehari say ahh raha hota tah magar dar dar kay kay koi ahh na jay un ka ghar wala :D or yaar wahan par hum loog yaad hai aik nehair main poong dal kay baithay howa tha kamar bhi tha hamray sath or breakfast main oh man kia maza ata hai ik anda kha kay dusara furan laylaytay thay or salt par ik dousray ki sakal diekh kar hastay tahy :D yaar mujeh barri yaad ahh rahi hai tour ki daddy bol rahay hain abhi chalna hai tour par main nay mana kar dia kiu kay hamara prgam cancel ho gaya na malasia srilanka or thailand kiu kay wahan par tsunami ayi hai na tu dady nay boal pki ka hi tour kar k atay hain magar yaar koi acha partener nahi ta bore ho jata farz bhi nahi chal rahah tah abhi june main aoow gay na tab chalayain gay ;) maza aya ga kiran bhi ho ghi uss kay saht bhi tafreeyan karain gay bass ahh na haan tu bhi :D or hourse riding bhi karain gay ;) hahhahahah yaar chair lift m ain bhi baithayain gay haan or haan yaad hai hunza main aik lake tha jahan apna by walk ga thay iss bar gharri main jayain gay :D :D yaar bohat lamba rasta hai :D lol abhi tu main bagta bhi nahi hoon yaar kal baga tha oh man bag raha tah agar tiles wali zmeen ayi mera ponng slip howa agay banch say jakay laga oh man pahar ban gaya tha :D sojh gaya tha abhi tak sojha hai apni racing taiz kar lay abhi yahan par race lagain gay :D :P or haan panga bhi :D :D abhi mujeh mera koi bhi friend nahi hara sakta hai even hila nahi sakta hai :D 1*aur ghar giyla nahi huwa tha (kiyu ke ham jaldi sey saaf kar diya tha)*
    ghar suka howa tha kiu kay hum nay uss ko saaf karlia tah. yar tu wakay hi main husyar ho ghi thi main apni dooon main ahh rahah gana gatay howa hmhhmhmh achanak say pani aya main dara gaya oh man upar dielkh bola grrrrrrrrrrr :@ tu baag ghi thi khoti :@ kafi taiz ho ghi thi yaad main nahi bata sakta hon smart :D
    ok tc babyee
    hope enjoy kia ho ga yam :D

    Current Mood: happy
    Sunday, January 9th, 2005
    1:30 am
    yaar meri kamar oh man i am soo tired
    hmmm... hey wassup yar ajj meray sath pata ha ikai howa main nay apnay ghar kay sary clothes wash kiya oh man yaar meri kamar ka bohat bura hal ho gaya hai yaar pata ahi main nay pura ghar giyla kar dia tah tu yaar mujeh woh din yaad ahh gaya jb main shaiza or bisma tahy water fighting kar rahay thay or mommy loog nahi thay yaar tab aik dousray ko nila dia tah :D kub pani uraya tah kissi ko nahi chora tah yaar i miss all days or phir yaad hai hmm nay safai bhi ki thi lol :P main baag baag kay floor ko dry kar raha tha bisam aik kam kar rahi thi shaiza koi or kam full vol main songs chal rahay thay oh man *zabardast* yaad hai aik bar humm nay ghar kay bahir bhi pani payka tha mummy nahi thi mummy ahh ghi thi main room main baith gaya tha mommy gusay main thi tuu shower main chali ghi thi :D ;) yaar uss din pitnay walay tahy :Pmagar yaar bach gay :D ohh man yaar phir mommy ko bola nah ihmm pani nahi ura rahay thay bass aisay hi sabir khala nay boal tu phir pani ghar kay bahar kasaiy aya :@ ohh man meri tu hassi choot ghi lol :D yaar maza ahh gaay tha ;0 hopr u enjoy issi tharah main apni purani tafreeyan yaad dilatay rahoon ga shazia takay tu bol na ja or kiran bhi enjoy karay kimo pata hai uss waqt yaar tujeh bara miss kia tah or haan kiran ki baat bata hoon jab tum log chay gay thay tu kiran say baat ki thi ma in nay first time main nay boal main danish hon karachi say tu bolti hai main kia karoon :@ ggrrrrrrrr main nay boal i m ur cousin bolti hai kay i didnt talk with stranger gg uss waqt mujhay inaaaaaaaaaaa gusa aya tha lol kay kai batoon magar abb kimo sahi baar\
    t karti ahi shaiza busy gal :@ hmm :) j/p ok main nay ajj kaffi bara likha hai reply ki bhi umieed barii b\hi rakhoon ga lol :P byr take care yam cyaaaa.
    Danish mand

    Current Mood: creative
    Friday, January 7th, 2005
    12:09 pm
    hey buddies
    hi mujhe samaj main nahi ahh raha hai kay main kai karoon meray journal main koi add hi nahi hai huh ! jo parlay mujhe add kar lay :D hahahah yaar tum loog pst karoo msg ok bye take care yam

    Current Mood: awake
About LiveJournal.com